Kab kon kisi ka hota hai sab jhooty rishty naty hain.. Sab Dil rakhny ki batain hain.. Sab asli ruop Chupaty hain.. Ik bar nigahoon main aa kr Phir sari zandagi rulaty hain......
Na chaho itna k chahtoon sey der lagta hai,Na aao itna kareeb k judaiyoon sey der lagta hai,Aap ki wafa per brosa hai hamey,Mager apney naseeb sey der lagta hai