Suraj wo jo din bhar aasmaan ka saath de, chand wo jo raat bhar chandni ka saath de pyaar wo jo zindagi bhar saath de aur dosti wo jo har khushi aur gam me saath de....
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.