Itni kadar na kijiye ki kadardan par hi lut jayen ham, aisi dosti na kijiye ki karj utarte reh jayen ham, fikar hoti hai hame kahin aapki panahon me hi na reh jayen ham.
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.