Fasle mitakar dilo me pyar rakhana, is dosti ko sada barkarar rakhana, jo bichad jaye hum tum kabhi, to fir milenge bas ankho me hamara intazar rakhana!!!
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.