Hatho me hoti hai lakir hazar, Kisi mein gum to kisi mein khushiyo ki bahar, Na jaane wo kaun si lakir hai, Jisme khuda he likh diya tum jaise dosto ka pyar,
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.