kuch to jite hai jannat ki tamnna laker, kuch tam ...

Shayari Wishes

By VINOD | Added 16 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
kuch to jite hai jannat ki tamnna laker,
kuch tammnaye jina sikha deti hai
hum kis tamnna ke sahare jiye,
ye zindgi har roj ek tamnna jaga deti hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares