Aye Chand… Jab wo teri tarf dekhain Toh unhain kuch yaad delana Phir chupkey se un k pass jana Aur kehna….! Tumhain koi yaad karta hai. Teri umeed karta hai kohi Ajj bhi tumhain dekh kar Eid karta hai koi.
Na chaho itna k chahtoon sey der lagta hai,Na aao itna kareeb k judaiyoon sey der lagta hai,Aap ki wafa per brosa hai hamey,Mager apney naseeb sey der lagta hai