Guzra waqt dilki dastan sunsyega, Kabhi saath the ...

Shayari Wishes

By sonu | Added 15 Years Ago, Updated 9 Years Ago, 0 shares
Guzra waqt dilki dastan sunsyega,
Kabhi saath the hum har pal yaad aayega,
Gaur se palatna zindagi he panno ko,
Kahi na kahi to hamara bhi naam nazar aayega
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares