Ashkon ke daman me ansu gira kar to dekho dosti kitni sachi hai ajma kar to dekho apko bhul kar kya hogi dil ki halat kisi aine par patthar gira kar k dekho
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.