Zindagi ko to hum jab chahen, Maut ki oor khud le ...

Shayari Wishes

By javeed | Added 16 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Zindagi ko to hum jab chahen,
Maut ki oor khud le jaate hain,
Par ek baar jo kar len ishq,
Wo kahaan isko chod paate hain.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares