Life nahin humein doston se pyaari, friendship pe haazir hai jaan hamaari, eyes mein hamaari aansoon hai toh kya, Jaan se bhi pyaari hai smile tumhaari !
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.