Koi SMS nahi koi, Khabar nahi, Aap ko shayad hamari qadar hi nahi, Hum to aap ko yaad karte hain, Apni har sans k saath aap ko shayad hamari sanso ki fiqar hi nahi.
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.