shabd kam pad jaate hai aapki husan ki tarif mein waqt kam pad jate hain aapke didar mein kya karein aap hain hi aaisi ki najar jhuk jati hai aapke pyar mein.
Na chaho itna k chahtoon sey der lagta hai,Na aao itna kareeb k judaiyoon sey der lagta hai,Aap ki wafa per brosa hai hamey,Mager apney naseeb sey der lagta hai