zindagi itni jiyo jiski koi had na ho, bharosa itna karo ki koi shaq na ho. intazar aisa karo ki koi waqt na ho, aur pyar aisa karo ki na mile to bhi nafrat na ho.
Na chaho itna k chahtoon sey der lagta hai,Na aao itna kareeb k judaiyoon sey der lagta hai,Aap ki wafa per brosa hai hamey,Mager apney naseeb sey der lagta hai