Aap nahi to jindagi main kya rah jayega dur tak tanhaeyon ka silsila rah jayega Har kadam par sath calana mere dost varna apka ye honey akela rah jayega
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.