Mana kah tary dil main koi aur makeen hay Pr phir ...

Romantic Shayari Wishes

By Malkit Singh Gill | Added 15 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Mana kah tary dil main koi aur makeen hay
Pr phir b tu mara aqeeda aur yaqeen hay
Yah aaina tujy mare khabar nahi dyga
Aa dakh mari aankh se tu kitna haseen hay
View All Romantic Shayari Wishes