Bin dekhe aapki tasveer bana sakte hein, Bina milay aapKa haal bata sakte hein, Meri doshti mein itna dum hai ke, AapKi aankhon ke aansu apni aankhon se gira sakte hei
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.