Hum SMS nahi karte hai to wo samajhte hai k inhe aadat hai bhool jane ki, par wo nadaan kya samajhe ke yeh bhi ek adaa hai dost ko thoda sa satane ki.....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.