Jab pyar karna seekh liya, toh pyar nibhana bi se ...

Shayari Wishes

By DOST | Added 16 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Jab pyar karna seekh liya,
toh pyar nibhana bi seekh liya,
jab aaye aapki yaad toh,
palkon ko jhukana bhi seekh liya,
is dar se ki koi dekh na le ye aansoo,
har gham mein muskurana bhi seekh liya.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares