Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain, Sh ...

Shayari Wishes

By baba | Added 16 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain,
Shaam hotay hi khud ko rok lia kertay hain

Jaisay mujrim hay bina jurm karay koi,
Aisa woh hum say sulook rawan rakhtay hain,

Ho na jayai kahin un ka dedar hamain,
Is liyay chehray ko chupa rakhtay hain
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares