A Dost Tune apne dil ki baat kabhi , apne dost ko bataie hai, kabhi uske dil ki ulzan, tuze samaz main aayee hai. Dost manoge to apna hai, na manoge to Dosti bhi parayie hai.
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.