aaj suna suna sa manzar kyun hai, itna pass hone p ...

Sad Shayari Wishes

By Santosh | Added 15 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
aaj suna suna sa manzar kyun hai,
itna pass hone par bhi vo mujhse duur kyun hai,
mehefil yahan sajti hai to tanhai ka ehesas kyun hai,
muskan chehere par hoti hai par pata nahi dil udas kyun hai,
View All Sad Shayari Wishes