Tum pe bhi koi to marta hoga, ek pal bhi tumse bichadna is se koi to darta hoga, tumhare gamo ko apni khushi se koi to bharta hoga, tumhare liye duniya se koi to ladta hoga, tumhare dil me bhi koi to rahta hoga, tum pe bhi koi to marta hoga.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.