yaaroan kisi qaatil se kabhi pyaar na maangoa ap ...

Shayari Wishes

By ranee | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
yaaroan kisi qaatil se kabhi pyaar na maangoa
apne hi gale ke liye talwaar na maangoa

gir jaaoge tum apne masihaa ki nazar se
markar bhi ilaaj-e-dil-e-bimaar na maangoa
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares