usne rukh se hataa ke baaloan ko raasta de diya u ...

Shayari Wishes

By ranee | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
usne rukh se hataa ke baaloan ko
raasta de diya ujaaloan ko

jaate jaate jo mudhke dekh liya
aur uljha diya khayaloan ko

ek halki si muskurahat se
usne hal kar diya sawaaloan ko
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares