Khwaab tha ya Khayaal tha kya tha hijr tha ya vi ...

Shayari Wishes

By ranee | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Khwaab tha ya Khayaal tha kya tha
hijr tha ya visaal tha kya tha

chamki bijli sii par na samajhe hum
husn tha ya jamaal tha kya tha

jis ko hum roz-e-hijr samahe the
maah tha wo ke saal tha kaa tha
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares