bhatak rahe the anjan si rahon par, akele hi ek paimane ke saath, mile ek ajnabi se jisne thama humara haath, tab lage ke khushkismati se hui humari mulakat.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.