tamanna hai labon ko chum lun saanson mein bas jau, tu ho meri aaghosh mein main teri dhadkano mein bas jau, nahi dhadka tera jo dil use aa kar main dhadkau itni ijazat do, kar saku didaar mera kar saku pyaar tujhe itni ijazat do.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.