Sitare to bohot hai, magar Chand jaisa koi nahi, Phool to bohot hai, magar Gulab jaisa koi nahi, Shayar to bohot hai ees duniya main, magar Aap jaisa koi nahi, Aur dost to bohot hai hamare, magar Aap jaisa Heera(diamond) koi nahi…
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.