Soorat Uski Khayalon Se Kyun Nahin Jaati, Neend Hai Aankhon Me Magar Kyun Nahi Aati, Wo Saath Thi To Maut Ka Khauf Tha Mujhko, Ab Main Tanha Hun To Maut Kyun Nahin Aati..!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.