Konsa Zakhm Tha Jo Taro Taza Na Tha, Zindagi Me Itne Gham Thay K Andaza Na Tha, Un Ki Jheel c Ankhon Ka Is Me Kiya Qasur Dubne Walon Ko Gehrai Ka Andza Na Tha.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.