Me apni wafa ki yon misaal deta hoon, Koi bhi s ...

Shayari Wishes

By anaslove2k@yaho | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Me apni wafa ki yon misaal deta hoon,

Koi bhi sawal kare to taal deta hoon,

Mujhe aksar unhi Logon se mila hai faraib,

Jin ke paon ka main kanta nikaal deta hoon
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares