Yaadein aati hain Yaadein jati hain, Kabhi khushiyan kabhi gam laati hain. Shikwa na karo zindgi se, Aaj jo zindgi hai, Wahi kal yaadein kehlati hain!!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.