Shaheed mrta nhe aam aadami ki tarha Husain zinda h dasture Zindagi ki tarha Yazeed dub gya Shaam k Aadhero me, Husain fhale h dunya me Roshne ki tarha.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.