Ye raat hai kayamat ki jo na vapas aayegi, tu bhi hai kayamat meri jo na vapas aayegi, har lamha jo tere sang bitaya mene, chahu to bhi na laut payega zingadi mein meri.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.