Do pyar karne walo se log jalte hain... Tarha tarah ki batein karte hain... Jab chand aur sooraj ka hota hai khulkar milan... To use bi log grahan kahte hain....
Kabhi alfaaz bhool jayun, Kabhi khyaal bhool jayun, Tujhe is kadar chahun, Ki apni saans bhool jayun, Uthkar tere paas se jo mein chal dun, To jaate hue khud ko tere pass bhool jayun.