Ya khuda maaf karna tere is gunehgaar bande ko, Jo tumhari chamatkaar me dakhil hota hai, Sirf ye poochne ke liye aaya hu mein, Ke kyun har raat tanhai mein mera dil rota hai...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.