nazar mila k humse nazar chura mat lena dost bana k humko begana bana mat dena mana ki hum dur hai aap se is baat ko bahana bana kar humko bhula mat dena
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.