Roone de aaj tu hum ko tu aankh sujaane de, Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de, Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege, Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega
Tanhaiyo ke shahar me ek ghar bana lia, Ruswaiyon ko apna mukkadar bana lia. Dekha hai yaha pathar ko pujte hain log, Bas isliye apne dil ko pathar bana lia.
Kabhi-kabhi dil zaroor roota hai, Jab koi mill kar nazroon se door hota hai, Iss liye rooti hai kambakth aankhe, Kyun ki dil se zyada inn ka kasoor hota hai.
Yeh sach hai ki. Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hai.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hai.
Dil ki chotoon ne kabhi chaine se naa rehne diya, Jab chali sard hawaaye maine tujhe yaad kiya, Iss ka roona nahi kyun tumne yaad kiya, Iss ka gum hai ki bahut daer me barbaad kiya.
Dil main har raaz daba kar rakhte hain , Hontoon per muskurahat saja kar rakhte hain, Yeh duniya sirf khushi mein saath deete hai , Iss liye hum apne aansoon ko chupa kar rakhte hain
Chand ka kya kasoor agar raat bewafa nikli, kuch pal thehri phir chal nikli; Unse kya kahe woh to sachhe the, shayad hamari taqdeer hi humse khafa nikli.
Pyaar ke ujaale me gum ka andhera kyun aata hai, Jisse hum chahte hai wahi hume kyun rulaata hai, Agar wo mera nasib nahi to puchta hoon uss khuda se, Aise logon se kyun milaata hai.
AshkoN ko humne kayi baar roka, phir bhi na jane kyoN ankheN dhoka de gayi, Bharosa to tha hameiN apne aap par magar, unka zikr aate hi naa jane kyoN palkeN nam ho gayi.
kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai Bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.
kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai Bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.
Roone de aaj tu hum ko tu aankh sujaane de, Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de, Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege, Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega.
Jindgi mein jab b unse mulakat huye, meri aankho se aansuo ke barsat huyi. Duniya ne loot liya mere dil ka sakuun, kya shikait kisi se karu ke kya baat huyi.