Kyon Log Mohabbat Karke Wafa Nahi Karte, Sajdon Mein Rahte Hain Aur Ibadat Nahi Karte, Shokh To Hai Unhe Sajne Sanwarne Ka, Phir Kyon Wo Aainon Ki Hifajat Nahi Karte.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.