Dekhte h aaj hm un raho ki vraniya, Yaro k sang jha kati thi kitni hi tanhaiya, Gujra wo daur bichad gaye sab dost, Sath rh gayi to bus un lmho ki kahaniya.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.