Raah mein na baitho,hawa tang karegi bichrey huay ...

Urdu Shayari Wishes

By jeet maurya | Added 8 Years Ago, 1 shares
Raah mein na baitho,hawa tang karegi
bichrey huay logon ki ada tang karegi
toot ke na chaho kisi ko agaz-e-safar mein
bichhad jaoge to har ek sada tang karegi.
View All Urdu Shayari Wishes