amuz
.me
Share. Discover. Connect.
Home
Categories
Leaderboard
Contact
yash's Quote Collection
28 quotes in collection
ek hasi tumhary chehre par achi lagi,
jo zindagi begani thi woh apni lagi,
kaise kare apse apna hale-dil bayan,
ab har par har lamha dur rehkar apki hi kami lagi...
Romantic Shayari
yash
Tue, Aug 11, 2009
221
Share
0
0
nazar aate hain vo aise ki na nazar aate hain.
meri nazar se dekho dosto vo hi nazar aate hain.
ye to inayat hai unake nazaron ki jo mujhe per hai.
varana hum nazar andaz kise nazar aate hain.
Cool Shayari
yash
Tue, Aug 11, 2009
45
Share
5
2
Lutf agar barsaat ka chaho
to iin aankhon mein aa betho
woh baras mein barasti hain
yeh barso se barasti hain
Romantic Shayari
yash
Tue, Aug 11, 2009
16
Share
0
0
unse sirf ek wasl ki chahat thi...
aur aas mein tamam umar gujar di.....
ab gar mile bhi to kya haasil hoga...
na main raha ab..na meri aawargi
Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
39
Share
0
0
usne to kaha tha bade israar se rukne ko hume, na ruke hum.....
ye soch ki... jane kab badal jaye... unki waqti tabiyat hi to hain...
abhi kehta hain use mujh se jyada use aur kuch ajij nahi.....
kya bharosa kare us ka...jane kab fisal jaye.. niyat hi to hain...
Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
219
Share
0
0
dil me ek dabi si aarzoo aaj bhi hai...
tujhe pane ki justjoo aaj bhi hain....
main nahi.. kahi mera nisha nahi....
magar tu har su aaj bhi hain....
Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
20
Share
0
0
mulaakat to unse aj khub hua ki, mijaj mein magar wo garmi na thi...
baate to unse aj bhi khub hua ki, lahje mein magar wo narmi na thi
Romantic Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
50
Share
0
0
tujhe paane ki aas mein umar tamam gujaar di...
ab wasl to baksha khuda ne.. par saanse na chand udhaar di....
fir pyaasa reh gaya. main samunder k itne paas aakar bhi....
fir daga de gayi ye takdeer meri... yu banti baat bigaad di....
Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
51
Share
0
0
agar sab ko mil jaata apna humdum...
to ye ulfat na itne uche makam hoti....
na hota jikr ashiko ka sadioyo...
mohabbat fir cheej badi hi aam hoti....
Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
33
Share
0
0
ukse jane ke baad mere jinda rehne ki to koi wajah bachi na thi ...
marne ka sabab bhi sath le gaya... wo wapas aane ka wada karke...
Romantic Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
13
Share
0
0
aakhir kya kehta yar main tujhse....
khud par hi jab mujhe kuch aitbaar na tha....
kis tarah karta tujhse ijhare-ishq...
jab ye dil ye sach man'ne ko taiyar na tha
Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
20
Share
0
0
Lagta hai dard ko mujhse pyaar ho gaya hai
Mujhse door jane ka naam hi nahi leta
Dard mai bhi muskurane ko kehta hai
Apne upar aansoon ka ilzaam bhi nahi leta
Sad Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
16
Share
0
0
Kyun apki judai hum seh nahi pate.apko yaad kiye bina reh nahi pate.bahut se khyal ate hain dil ke sagar mein,magar chah kar bhi aap se kuch keh nahi pate.
Romantic Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
47
Share
0
0
Muskhilo me bhaag jaana asaan hota hai,
Har pehlu zindagi ka imtihan hota hai,
Darne waalo ko kuch milta nahi,
Aur ladne waalo k kadmo me sara jahan hota hai.....
Cool Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
195
Share
4
0
Fursat nahi rone manane k lye,
Kyu YAAD aate ho hume tadpane k lye.
Jab humse daaman chhuda hi lena tha,
To Kyu karib aye dil churane k lye..
Sad Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
208
Share
0
0
Wo mujh tak aane ki raah chahti hai,lekin meri mohabbat ka gawah chahti hai,khud aate jate mausam ki tarah hai,aur mere ishq ki wo inteha chahti hai..
Loving Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
206
Share
0
0
samandar ki sair karne hum nekle to laga nazare bahut hai,
kisti me bait chand ka dedar kiya to laga,
chand ko bhi chandi se mohhababat bahut hai,
jab wo laga rahi thi meri nam ki mehndi haato me,
usne kaha ki mehendi ke mehak kaam aur teri mehak bahut hai...
Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
15
Share
0
0
Yad krne se kisi ka deedaar nhi hota,
yadon me kisi ki hm b tdpte h,
bs hmare dard ka unhe ehsas nhi hota
Sad Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
70
Share
0
0
wo saksh jise har kisi ne thukraeya hai,
bs aansuo ne gale lagaeya hai.
kisi aur se keya sikwa kare dost,
hume to apno ne rulaeya hai
Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
62
Share
0
0
har pal harwaqt usko yaad karta raha,
uski yaado ka koi pehra na raha,
apne pyar ka izhar na kar saka,
koi legaya usko aur mai rota raha aur rota raha...
Sad Shayari
yash
Wed, Jul 08, 2009
77
Share
0
0
Previous
1
2
Next