Most Shared Bewafa Shayari Wishes and Status Messages

Most Shared Bewafa Shayari Messages Wishes
Viewed: All time: 211818 times, Week: 968 times
6 Years Ago | 220 shares | By 9875288111 # 12

Humara dil tab nahi rota
Jab
hum kisi ko kho dete hain
-
-
Dil to tab rota hain Jab hum
Khud Ko
Kho Kar Bhi Kisi k ho nahi pate....

7 Years Ago | 210 shares | By manku 9896886868 # 140

Hum nadan the jo us ko apna humsafar samajh baithe,


Wo chalte to humare sath the, magar kisi aur ki talash mein..!!

8 Years Ago | 180 shares | By Rakesh Shrma # 8910

Aisi Bewafai ki us bewafa ne, K Mohabat b badnaam hogai…
Apni mohabat ki aisi keemat wasool ki usne… K hamari qabar tak neelam hogai.

8 Years Ago | 171 shares | By Deepak Singh # 550

Unki chahat me dil majboor ho gaya...
berukhi karna unka dastoor ho gaya...
kasoor unka nahi mera tha...
humne chaha hi itna ki unko garoor ho gaya....

7 Years Ago | 146 shares | By Rahul # 100

Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai,
Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai,
Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,
Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai…

7 Years Ago | 129 shares | By mohd.anas mahbaz # 8909

Itne Zakhm Khaye Hue Hai,
Ab Ishq Bhi Hota Nahi,
Darr Lagta Hai Iss Zamane Mein,
Kahin Sab Bewafa To Nahi.

8 Years Ago | 120 shares | By Navi Shrivastava # 4

Kuch haar gayi takdeer, kuch toot gaye sapne,


Kuch ghairon ne kiya barbaad, kuch chorr gaye apne..

8 Years Ago | 107 shares | By manku 9896886868 # 140

Bewafa hai ye dunia,
kabhi kisi ka aitbaar na karna..
Har pal milta hai yahan pe dhoka,
Kabhi kisi se pyar na karna..
Mar jaana chahey,
saari umar tanha ji kar,.
Par zindagi mein kabhi kisi ka,
intzaar na karna..

8 Years Ago | 105 shares | By Charan # 24

Har Dil ka raz hota hai
Har baat ka ek andaz hota hai
Jab tak na lage bewafai ki thokar
Har kisi ko apni pyar par naaz hota he.



9 Years Ago | 85 shares | By Kunal # 31

Zaruri nhi ki pyar ki manzil mil jaye
jise hum chahte h wo hume mil jaye
na mile to na kaho use bewafa dua
karo koi humse bhi pyara use mil jaye

9 Years Ago | 55 shares | By 8003511191 # 3

Bewafa hai dunia kisi ka aitbaar na karo,
har pal dete hai dhoka kisi se pyar na karo,
mit jao beshaq tanha ji kar,
par kisi ke sath ka intzaar na karo.

8 Years Ago | 42 shares | By Nimish # 61

Log puchte hain kyu surkh hain tumhari aankhein,
Hans ke keh deti hoon raat ko so na saki,
Laakh chahoon bhi magar ye keh na sakoon,
Raat ko rone ki hasrat thi magar ro na saki..

10 Years Ago | 36 shares | By Love # 158

Mujhe Malum Hai Wo Ladki
Bewafa Thi
Magar Mujhe Kisi Ko Bewfaa
Kehna Accha Nahi Lagta,,,?

8 Years Ago | 31 shares | By 8003511191 # 3

Kisi saahil se poocho kinara kya hain
kisi parvane se poocho jalna kya hain…
sab ko pata hain koi nahi apna
phir kyu hain hain yeh dil lagana…
bewafai ki aag mein jalna…
aise ki khud ko mita jaana…
sach kehta hoon dosto..
bewafai se maut he teek hain..

11 Years Ago | 31 shares | By 9816334585Lucky # 132

Farz tha jo mera nibha diya maine,
usne jo manga vo sab diya maine,
Wo sunke gairon ki baten bewafa ho gaya,
samajh k khwab usko akhir bhula diya maine.

7 Years Ago | 28 shares | By Ashish 8574816604 # 1

unki chahat may dil majbur ho gaya

bewafayi karna unka dastur ho gaya

kasur unka nahi tha mera tha

humne chaha hi itna ki shayad unko gurur ho gaya

7 Years Ago | 21 shares | By 8003511191 # 3

Ek bewafa se wafa ki ummeed rakhi hai,

Is dil me saja kar unki ek tasveer rakhi hai,

Na de sake wo insaaf hamari wafa ko,

Fir bhi kadmo mein unke hamne hamari takdeer rakhi hai.

Nadani pyar mein hamne esi kar rakhi hai,

Ke ik bewafa se wafa ki ummeed rakhi hai.

6 Years Ago | 20 shares | By Ashish 8574816604 # 1

dil ke dariya me Dhadkan ki kasti hai.
khawabo ki duniya me yado ki basti hai.
mohabbat ke bazar me chahat ka sauda
wafa ki kimat se to Bewafai sasti hai..

7 Years Ago | 15 shares | By Ashish 8574816604 # 1

Hum Bebas hain
Be-Parwah Nahi,

Hum Udaas Hain
Khafa Nahi,

Qadar Karte Hain
Doston Ki Dil Se,

”Hum Zindagi me Majboor to ho Sakte hain Lekin Beeewafa Nahi,…

7 Years Ago | 11 shares | By 8003511191 # 3

dekhna hai mere sabra ki intha kaha tak hai. ?

? tu sitam kar teri takat jaha tak hai. ?

? wafa ki ummed jinhe hogi unhe hogi.?

? mujhe dekhna hai tu bewafa kaha tak hai.?

8 Years Ago | 11 shares | By Ashish 8574816604 # 1

Dil bhar jata Hai Logon ka HUM se sirf chand hi lamhon mein..!!
"aye Dost"

Pata nahi ye dunya Bewafa hai ya mujh mein koi kami hai..

7 Years Ago | 10 shares | By reet singh # 8687

Lash meri uth rhi thi mere ashiyane se

fir b taklif thi unko mere gher tk ane me .

wo bewafa ghar me baithe hi puch rahe the or kitni der baki h usey jalane me.

Ishq karna to lagta he jaise,
Mout se bhi badi ek saza he,
Kya kisi se shikayat kare hum,
Jab apni taqdir hi BEWAFAA he..

11 Years Ago | 9 shares | By 8003511191 # 3

Haan Hum Bewfa Sahi, Par Itna Mujhe Batao.
Bewafa Jo Nahi Hai Aisa koi Saksh Dikhao.
Haan Main Janta Hoon Aapne kisi se Bahut wafa ki Hai
Par yun kya aapne Khud se koi Wafa ki Hai

11 Years Ago | 9 shares | By Ashish 8574816604 # 1

Hum kitne bewafa hain
Ki ek dum un k dil se nikal gaye
MerE DosT
Un me kitni wafa thi
Ki aj tk hmare dil se Nahi Gaye.!!!

7 Years Ago | 8 shares | By 8003511191 # 3

Tu bewafa hai ya nhi samjh nhi aata....

Ek ye hi sawal hai jiska dil se koi jawab nhi aata...

Mai tujhse dur jana chahti hu magar...

Bin tere ab mujhe karar nhi aata..

Dil ko manaati rehti hu ki tu sirf mera h..

Pr haqiqat to ye hai ki tera naam mere naam k sath nhi aata..

8 Years Ago | 8 shares | By 9875288111 # 12

Rehne de andhere mein mujhe...
.
.
.
Ujaalo mein apno ke asli chehre nazar aa jate hai...

7 Years Ago | 7 shares | By anmol arora # 148

Jab dil pahle hi lut chuka ho ,
Gum kayse ho dolat ki chori ka ,
Hame gum nahi tayri judai ka ,
Dil mein jakam hai tayri bayvafai ka .

10 Years Ago | 7 shares | By jaBEWAFA # 131

pehle bhi to sitam aapke humne sahe
ankho se pal pal ahsq mere bahe
dil me phir bhi aap hi aap rahe
aap hain bewafa aapse kyu kahe

11 Years Ago | 6 shares | By kashif khan # 1917

Bas ek khata humse ho gayi, had se zyada mohabbat unse ho gayi,hum nazar na utha sake kisi or ki taraf, aur wo kehte hain ki hamari chahat bewafa ho gayi..

  Showing 1 - 30 of 191

1 2 3 4 5 6 7

Top Contributors

Points Rank Wishes
Ashish 8574816604 2024 1 2024
PAGALPANTI 1901 2 1901
8003511191 1558 3 1558
Navi Shrivastava 1053 4 1053
AJIT RUBY 988 5 988
MeraSanam 882 7 882
sunil vasava 872 8 872
Diljale*GR* 861 9 861
reian jain 854 10 854
Malkit Singh Gill 840 11 840
This category was added on 5/4/2018 3:56:36 PM, contains 191 SMS, images and status messages, was last last updated on 6/26/2022 12:19:24 PM, has 6 images, had 211818 visitors this month so far. Feel free to share these good, clean, happy Bewafa Shayari messages with your friends on WhatsApp and Facebook.