India ki reet-ladki agar apni marzi se patjaye to pyar, agar dost pata de to uphar, agar gharwale le aaye to sanskar, aur agar khud pata kar ghar leaao to hahakar.
Na jaane kab koi taara toot jaaye, Na jaane kab koi aansu aankh se chut jaaye, Kuch pal hamare saath bhi has lo, Na jaane kab tumhare daant toot jaaye..!!
Jab dekha unhone tirchi nazar se, Kasam khuda ki madhosh ho gaye hum, Par jab pata chala nazar parmanant tirchi hai, To wahi khade-khade behosh ho gaye hum.
Mohabbat karli tumse bahut sochne ke baad, Ab kisiko dekna nhi tmhe dekhne ke baad, Dunia chod denge tumhe pane ke baad, Khuda maaf kare itna jhoot bolne Ke baad.
Aapko humse kabhi khone nahi denge, aapko mujh se alag hone nahi denge, kabhi sms bhi kar dia kro warna, aankh mein mirchi dal denge aur dhone bhi nahi denge.